|
Jiska pata humne..
Jiska pata humein maloom na tha kabhi, uski talash mein zindagi guzaar di. Andherey mein shabo-sahar beet gaye, humein na kisi ne roshini udhaar di. Akhiri waqt mein uski awaaz toh aayi, kambakhth khuda ne na zindagi udhar di. Chita mein jal kar raakh ho toh jaatey, par darakhth ne na apni lakdiyaan udhar di....
|
|